Saturday, February 25, 2012

Ghalib - Iqbal - Faraz - Me

This post is a daring one since I am trying to give a reply to some of the greatest poets of all times. Its a series of couplets beautifully written by one and excellently responded by another poet from a completely different generation.

The chain was first started by Ghalib in 19th century with the following couplet:

Ghalib sharab peene de masjid men baithkar,
Yaa wo jagah bataa jahan khuda nahi.

(Let me have a drink sitting in the mosque else tell me the place where God is not)

This was responded to by Iqbal in the first half of 20th Century as follows:

Masjid khuda ka ghar hai, peene ki jagah nahi,
Kaafir ke dil men ja, wahan khuda nahi.

(Mosque is the abode of God, not a place to drink. Go to the heart of a non-believer because there God is not)

And it came down to later half of the 20th Century when Faraz replied with the following beautiful lines:

Kaafir ke dil se aaya hoon ye dekhkar Faraz,
Khuda maujood hai wahan par use pata nahi.

(Faraz is coming from the heart of non-believer, God lives there, he knows not)

And in 21st Century, here is my response:

Are Ghalib, Are Iqbal, O Faraz sun zara,
Hoga kahiin aisa koii jisko pata nahiin,
Kaafir ke dil men bhi hai, masjid men bhi hai wo,
Laa do mujhe sharaab wo, jismen khudaa nahi.

(Listen O Ghalib Iqbaal and Faraz, there is no one who knows not, he does live in the heart of the non believer and the Mosque, You bring me that wine in which he is not)

Let me know :)

43 comments:

Pooja Rai said...

awesome reply by the "ghalib of 21st century"!! :)

ripple said...

deeeeeeeeeep ! behetareen ! :)

Anonymous said...

Har sharaab main hai khuda,
Kisimain kam kisimein jyaada,
Jung hoti dimaag main jab chudail ke yaadon ki
Aur Sharaab be Khuda ki,
To tadapti bekaar main hai mera maula.


Yo!

Ankur said...

macha diye guru !

Gunjan said...

bahut khoob!

Nitesh Khare said...

Kya baat hai Bhaiya! Logo ko centuries lag jaati hai reply dene me! and you have done it in 1/4 of the century! I m waiting for ur 3 back to back replies on ur this reply to Ghalib!

Ayush Batra said...

khuda ka jawaab : hum bhi agar sharaab peena seekhe hote to zarur aaj aap chaaro ke sath shaam rangeen hoti.
P.s.- proved the time redundancy w.r.t. both Khuda and Sharaab. :)

namrata said...

aee gaurav
khuda ki rehmat ka koi hisaab nahi
aur teri kavitaon ka koi jawaab nahi....
well done as usual :)

abhishek said...

Hey gaurav,

I think the first two lines can be done away with . dont really add much value . The substance is enough in the last two lines ..thoda refine maar ...But you are gr8 with poetry as always...continue it ..good luck abhishek kaushik

Anonymous said...

Awesome work Bhaiya..as Always..!! Keep up the good work.. Cheers!!
Tamanna

Anonymous said...
This comment has been removed by the author.
Ankit said...

kya khoob farmaya hai janaab ne :)

Unknown said...

Wah waa Wah waa Wah waa...now we just have to wait another century for someone to come along extending the chain :P

Aggu said...

Too high level for me to comment! :respect

Aalisha said...

outstanding... nice thought

Akshat said...

Ghalib Iqbal Faraz aur aapki kya tareef karun me,
Kavi koi kam nahi,
Kisiko agar thodi zyaada tavaju chahiye ho,
Toh ek botal mere ghar bhi bhijwa dena... :P

On a serious note bahut khoob :)

Unknown said...

Loved the comparative analysis :)


Just a thought,Agar sharaab bol paati to uske chaahne wale se kya bolti.. Perhaps this :)

nazar utha ke jo dekh lu, to kehti hai adab se jhuka nazar..
bekaabu hua jo maikhane me, to kehti hai itna gira na kar..

ethical923 said...

pata kr b le jo kafir k khuda uske dil m h,
kya vo fir b rok payega khud ko peene se khuda k ly???
soch uski tang h jo khega k sharab niyamat h khuda ki trf se
ary ek peg or lagayega vo khuda ka shukriya krne k ly...

Rida said...

muafi chahenge,
hasi si aati hai soch ke
ki banda khuda ko bottle mei hai bannd karna chaahe
ki khuda vo madaari hai jissey bandar ne khud hai banaya
hai vo aaka jissey kaneez ne khud hie
taajposhi se saraaha
karte karte karigari apne hie fann mei ho gae
santaraash ne banaya bbut aur uss hie ke ghulaam hain ho gae

βαβαг said...

Nice comparison and a wonderful reply. Good work!

However, there are a few difficulties. To begin with the sher associated with Ghalib is incorrect:
1. It's "Zaahid sharab peeney de masjid mein baith kar" and NOT "Ghalib sharab peeney de..."
2. It's not Ghalib's sher at any cost. It is originally of Daagh.

The sher associated with Allama Iqbal is not his. I don't have any idea who wrote it but it wasn't Allama.

I have no idea about the other shers as I have not read much of Faraz. But going by the law of probablity, if the first few are incorrect then the other shers can't be given much credibility in terms of their genuineness.

This parody of Ghalib-Iqbal-Faraz has been floating around on the internet like wildfire and not many people understand that it has no literary foundation. Ghalib and Iqbal would not have been proud, had they been alive today.

But I must congratulate you on your reply. It is very nicely worded. Thank you.

Unknown said...

Ae galib tu sharabi to nahin,

Masjid ya Kafir ya jannat bhul ja,

Mere saath baith,

Phir koi gila nahi…..!

TanHa said...

1. Zahid peene de sharab masjid me baithkar,

Yaa wo jagah bataa jahan khuda nahi


2. Masjid khuda ka ghar hai, peene ki jagah nahi,

Kaafir ke dil men ja, wahan khuda nahi.


3. Kaafir ke dil se aaya hoon ye dekhkar Faraz,

Khuda maujood hai wahan par use pata nahi.


4. Waqif Hai Kafir Bhi Maujudgi E Khuda se ~TanHa~

Ye Raza E Khuda Hai Ki Kafir Dekhta Nahi

ghol@m said...

the sher attributed to Iqbal is not correct. It is somebody elses poetry.
check your facts and then post. you stupid.

Afzal Islam said...

Return In 2013...
*.Galib Shrab Peene Hai,
*.To Razi Khuda Ko Kr,
*.Fir Zannat Me Jakr Pena,
*.Wahan Mna Nhi...

सौर ऊर्जा जागरूकता अभियान said...

Jin m basi janki,rm m base raam.visky m base vishnu,desi m hanumaan.kis kis ka tyaag karoge hr botal m bhagwan.

Anonymous said...

1.(GHALIB)
zahid sharab peene De masjid
mein beth kar.
Ya wo jagah bata jahan Khuda
nahi.
2.(IQBAL)
Masjid Khuda ka ghar hai peene
ki jagah nahi.
Kafir k dil mein ja wahan Khuda
nahi.
3.(FARAZ)
Kafir k Dil Se aya hon yeh Dekh kar
Faraz.
Khuda mojood hy wahan,
usay pata nahi.
4.(WASI)
Khuda to mojood dunia mein har
jaga...
Tu Jannat mein ja, wahan peene se
mana nhi.
5.(SAQI)
Peeta hun saqi, gam-e-duniya
bulany kay leya. . .
Jannat main konsa gham hai .iss
liye wahan mana nahi . .

Anonymous said...

khuda to maujood duniya men har jagah hai
too jannat men ja wahan peene se mana nahi

Anonymous said...

The original sher in question is not from ghalib. It is from daagh dehelvi it goes like this

Zahid sharab peene de masjid mein baith kar......
The reply associated with iqbal is not from iqbal, i am sure of it because this is not the kind of language he ever used. Reply from faraz is genuine and the best in the chain of replies i have seen on the internet

Suresh Kumar Sharma said...

एक किसान जब फसल काटता है तो सबसे बढ़िया दाना छाँट कर बीज के रूप में अगली फसल के लिए संजो कर रख लेता है। भारत का शिक्षा तंत्र इस तरह की किसानी में बिलकुल फिस्सडी है। यहाँ हर वर्ष बाजार से सबसे घटिया बीज ( शिक्षक ) ढ़ूँढ कर लाया जाता है। हाथ की मजदूरी से भी सस्ती दर पर काम करने को राजी आदमी यहाँ के स्कूलों में देश का भविष्य निर्माण कर रहे हैं।

Anonymous said...

1.(GHALIB)
zahid sharab peene De masjid
mein beth kar.
Ya wo jagah bata jahan Khuda
nahi.
2.(IQBAL)
Masjid Khuda ka ghar hai peene
ki jagah nahi.
Kafir k dil mein ja wahan Khuda
nahi.
3.(FARAZ)
Kafir k Dil Se aya hon yeh Dekh kar
Faraz.
Khuda mojood hy wahan,
usay pata nahi.
4.(WASI)
Khuda to mojood dunia mein har
jaga...
Tu Jannat mein ja, wahan peene se
mana nhi.
5.(SAQI)
Peeta hun saqi, gam-e-duniya
bulany kay leya. . .
Jannat main konsa gham hai .iss
liye wahan mana nahi . .
6.Saleem.
Har jaghe Khuda hai,Yeh jujhe pata hai
Peeta he khyun hai,Kya tujhe us ka khouf nahi

Unknown said...

Correction

1.(GHALIB)
zahid sharab peene De masjid
mein beth kar.
Ya wo jagah bata jahan Khuda
nahi.
2.(IQBAL)
Masjid Khuda ka ghar hai peene
ki jagah nahi.
Kafir k dil mein ja wahan Khuda
nahi.
3.(FARAZ)
Kafir k Dil Se aya hon yeh Dekh kar
Faraz.
Khuda mojood hy wahan,
usay pata nahi.
4.(WASI)
Khuda to mojood dunia mein har
jaga...
Tu Jannat mein ja, wahan peene se
mana nhi.
5.(SAQI)
Peeta hun saqi, gam-e-duniya
bulany kay leya. . .
Jannat main konsa gham hai .iss
liye wahan mana nahi . .
6.Saleem.
Har jaghe Khuda hai,Yeh tujhe pata hai
Peeta he khyun hai,Kya tujhe us ka khouf nahi

Unknown said...

Manoj Kumar

1.(GHALIB)
zahid sharab peene De masjid
mein beth kar.
Ya wo jagah bata jahan Khuda
nahi.
2.(IQBAL)
Masjid Khuda ka ghar hai peene
ki jagah nahi.
Kafir k dil mein ja wahan Khuda
nahi.
3.(FARAZ)
Kafir k Dil Se aya hon yeh Dekh kar
Faraz.
Khuda mojood hy wahan,
usay pata nahi.
4.(WASI)
Khuda to mojood dunia mein har
jaga...
Tu Jannat mein ja, wahan peene se
mana nhi.
5.(SAQI)
Peeta hun saqi, gam-e-duniya
bulany kay leya. . .
Jannat main konsa gham hai .iss
liye wahan mana nahi . .
6.Saleem.
Har jaghe Khuda hai,Yeh tujhe pata hai
Peeta he khyun hai,Kya tujhe us ka khouf nahi
(Manoj)
Khauf Rakha dil mai,Ab Dil me khuda nahi
Kya jannat , Kya Jameen, Ishq se pre Khuda nahi
Pilo Shrab jitni bhi,chaho jnha jake
Jisse Khuda ko bhule,vo usme Nasha Nahi

Anonymous said...

Kisi bhi makhlook ke dil me KHUDA nahi, 

Yaad e KHUDA momin me hai, zaat e KHUDA nahi.

Iss wastey makhlook ko sajda rawa nahi. 

Is baat par yaqeen hi TAUHEED hai ''OMAR''

Jisko bhi shak ho isme wo 'kafir' se juda nahi

Shadab said...

Dear Shaayar of 21st Century ,

Kaafir ke dil me shahadat-e-khuda nahi
Agar peeni hae sharab khudawali
To hasil kar qubool karke islaam
Aur pee sharaab jannatwali

Kharageous said...

@Shadab,
Humko maaloom hai jannat ki haqiqat lekin, dil ke khush rakhne ko ghalib ye khayaaal achchha hai.

Kharageous said...

@Shadab,

I will accept Islam the day all your terrorists become saints.

Anonymous said...

first iqbal write it in his book shikwa
zahid penay de sharab masjid mai baith kat

and then he write jawab e shikwa when all mulla put fatwa on him that he is kafir
so he write it again
ghalib daag or any one else did not write

Shadab said...

koi musalmaa dahshati nahi
musalmaa se zyaada aashiqeaman nahi
musalmaa o munafiqeen me faraq hai kai
jise hai koi shaq wo kaafir se juda nahi

Fordizziplus said...

Hai Khuda arsh par, masjid hai uski ibadat gaah
sajde me sar jhuka Allah k, nahi koi dusri behtareen jagah.
Kya karega us din, jab qitab e aamal de di jayegi tujhe,
Har gunah dekh kar royega, nahi karna tha ise mujhe.
Ro ro k tab na hogi teri bakshish,
hai imtehan zindagi, na rakh isse itni kashish
Aye kash ki mai b momin hota, har shaksh kahega is imtehan k baad.
Kar ibadat us ek Khuda ki,
Zindagi sanwar jayegi teri, tere maut k baad.

Mohammed Ali said...

Dear All

Hi,

I am sure this Ashair are not from Dr. Mohammed Allama Iqbal Sahab. Masjid Khuda Ka Ghar Hai Peene Ki Jagah Nahi, Can any one kindly authenticate from any book. Email jobsatevent@gmail.com

And to all if you are not sure about the writer Please don't share any fake ashair by his name.

Unknown said...

It is not right

Sonia said...

Go and drink in the toilet

Unknown said...

Hum peete hai maze k liye be-waza badnaam gham hai 😄 😄
Puri bottle pee kar kar dhuniya kya jannat se kam hai